Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSachaai (1969)
HomeSachaai (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai sach ki pooja karne waale humne bhooke marte dekhe jhooth ka daaman thaamne waale humne maujen karte dekhe phoolon ki sejjon parrrrrrrrrr phoolon ki sejjon par so kar jhooth the ko aaram naa aye lekin sachche ko pal bhar mein kaanton par bhi neend aa jaaye aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai jiss ka mann ho saaf wo gir kar bhi upar aa jaata hai chaand ko dekho jo ghat ghat ke phir aage bhad jaata hai jiss ka taara chamkaaaaaaaaaa jiss ka taara chamka sabne badh kar uss ka saath diya girte ko yahaan kisne thama kisne usko
mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa dekhe jo husn e zindagi aisi mujhe nighaah de aaya hoon sharmsaar main ab to mujhe panaah de ab to mujhe panaah de mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa koi bhi imtehaan le kaise bhi mujhko aazmaa apne karam se ab magar apna hi raasta dikha apna hi raasta dikha mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa auron ke waaste jiyun apne liye to jee chuka khoon e jigar bhi ab piyun khushiyon ke jaam pee chuka khushiyon ke jaam pee chuka mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa o mere parmaatmaa o mere parmaatmaa
sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar hi se ye zameen hai pyaar hi se aasmaan pyaar ka lekar sahara chal raha hai ye jahaan pyaar shabnam pyaar shola pyaar hi baad e sabaa phool kaliyaan chandtaare sab mohabbat ke nishaan sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din zindagi ki har khushi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar din pyaar ke do chaar din ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai ye mohabbat do dilon ka khoobsoorat raaz hai dil ki dhadkan jiski sargam hai yahi wo saaz hai chahe bhanwre ka ho naghma ya papeehe ki sada pyaar kehte hain jise wo ek hi awaaz hai sau baras ki zindagi se achhe hain achhe hain pyaar ke do chaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Dost Mere Maine Sachaai (1969) 06:14 14101
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 14101   

Mere Gunaah Maaf Sachaai (1969) 04:28 14102
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 14102   

Sau Baras Ki Zindagi Sachaai (1969) 04:12 37511
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:12   Song Number : 37511